The success story of bihar

Monday, June 19, 2006

Kaleem Ajiz : A renowned poet from Bihar

Yeh pukar saare chaman mein thi, woh sehar hui woh sehar hui
Mere aashiyyan se dhooan utha, to mujhe bhi iski khabar hui.
Dr Kaleem Ajiz who has authored several books and classical ghazals has left an indelible mark in the Indian literary field. He did his doctorate from Patna University for his thesis on ‘Evolution of Urdu Literature in Bihar’ – the thesis is now available in a book form. Dr Ajiz was the only Urdu poet, in the 1960s and 1970s, who represented Bihar in the Red Fort Mushaira held every year in Delhi on the eve of Independence Day. He is a recipient of India’s coveted Padmashree award for his contributions to Urdu literature. He is known for the ease in which he could express his thoughts through verses. In his words: “Yeh pukar saare chaman mein thi, woh sehar hui woh sehar hui Mere aashiyyan se dhooan utha, to mujhe bhi iski khabar hui.” (There was this outcry everywhere in the garden that lo the morning has come, morning has come!! When smoke started rising from my nest, I also became aware of this.) Kaleemuddin Ahmad, a humble and pious man and who served for decades in the department of Urdu at Patna University was born in Telhaya, a village in Patna district.
Pls. enjoy one of his famous ghazal
zalim tha woh aur zulm ki aadat bhi buhat thi
majboor thay ham us say muhabbat bhi buhat thi

us butt kay sitam seh kay dikha hi diya ham nay
go apni tabiyat mein baGaawat bhi buhat thii

waqif hi na tha ramz-e-muhabbat say woh varna
dil ke liye thoDi si inaayat bhi buhat thi

yun hi nahin mashhoor-e-zamana mera qaatil
us shaKhs ko is fan mein maharat bhi buhat thi

kiya daur-e-Gazal tha ke lahoo dil mein buhat tha
aur dil ko lahoo karne ki fursat bhi buhatt thi

har shaam sunatay thay haseenoon ko Gazal ham
jab maal buhat tha to saKhaawat bhi buhat thi

bulawa ke ham 'Ajiz' ko pashemaan bhi buhat hain
kiya kijiye kam_baKht ki shoharat bhi buha thi

1 comment:

Anonymous said...

good job.nice ghazal